Pranjal Dahiya Biography – Har Haryanvi ko ye pata hai ki Haryanvi Industry ke itne saare artist hai par unme se kuch hi artist aise hote hai jo apne andaz se industry ko badalte hai. Ek aisi artist hai Pranjal Dahiya, jo apni awaaz aur andaz ke dwara industry ko chhoona hai. Or (Actress Biography) Phand Ne Kai Liye Click Kare
Pranjal Dahiya Biography, Age, Height, Family
Pranjal Dahiya ka janam 5th May 1996 ko Faridabad, Haryana mein hua tha. Vo 27 saal ke hai (2023 ke anusar). Pranjal ke papa ka naam Shashi Dahiya hai aur maa ka naam Seema Dahiya hai. Pranjal ke 3 bhai-behen hai jisme 2 bhai aur 1 didi hai. Unke elder bhai ka naam Sushant Dahiya hai aur chhote bhai ka naam Rahul Dahiya hai aur unki didi ka naam Neha Dahiya hai.

Information | Details |
---|---|
Name | Pranjal Dahiya |
Nickname | Pranjal |
Occupation | Musical Artist |
Years Active | 2018-present |
Born | 5 May 1996 |
Age (as of 2022) | 26 Years |
Birthplace | Faridabad, Haryana, India |
Zodiac Sign | Taurus |
Religion | Hinduism |
Nationality | Indian |
Hometown | Not Known |
Category | Trending |
Marital Status | Unmarried |
Affair/Boyfriend | Aman Jaji (Musical Artist) (Rumored) |
Best Friends | Sonal Singhal and Somya Singhal |
Father’s Name | Shashi Dahiya |
Mother’s Name | Seema Dahiya |
Siblings | 3 (2 brothers and 1 sister) |
Pranjal Dahiya Education
Pranjal ne apni shiksha apne ghar ke shehar Faridabad se li aur fir Delhi University se Music ka course kiya. Pranjal ke music ke sath sath vo ek badhiya singer bhi hai. Unhone apne career ke starting mein Haryanvi Mashup 06 naam ke gaane se industry mein apna darja banaya aur ab vo logon ke dilo dimaag par raaj kar rahe hai.

Pranjal Dahiya, Height, Weight
Physical Attributes | Details |
---|---|
Height | 5’6″ (feet & inches), 168 cm (in centimeters), 1.68 m (in meters) |
Weight | 55 kg (in kilograms), 121 lbs (in pounds) |
Figure | 36-26-35 |
Hair Color | Brown |
Eye Color | Black |

Pranjal Dhahiya Carrer
Pranjal Dahiya apne music ke through logon ko apne andaz ke sath khush karte hai. Unke gaane Haryanvi Industry mein bahut hi popular hai aur unki ek ek gaane industry mein charcha ka vishay ban gayi hai. Unke gaane Future, Tokk, DJ Bajwadungi, Jutti Kali, Kamli, DP (Photo), Mangalgarh, Jhanjhar, Goli Si Lage, Fire Mardi, Motto, Holi Special, Devdas, Raavan, Fukri Na Maar, Olhaa, Speaker Bajan De, Sweety, Mahnga Suit, BP High aur Gaani Yaar Di ke naam se jaane jaate hai.
Pranjal Dhahiya New Song 2023
Pranjal Dahiya Social Media
Pranjal ke gaane sabhi tarah ke logon ko pasand aate hai aur unke fans unhe bahut pyar karte hai. Pranjal ke gaane Industry ke har platform par upload kiye jaate hai jaise ki YouTube, Instagram aur Facebook. Pranjal ke Instagram account @pranjal_dahiya par unke more than 1.3M followers hai aur unke YouTube channel par over 54k subscribers hai aur Facebook par unke more than 154k likes hai.
Social Media Account | Id or Username | Followers/Subscribers |
---|---|---|
@pranjal_dahiya | More than 1.3M | |
YouTube | Click Here | Over 136k |
Click Here | more than 154k | |
Email Id | [email protected] |
Pranjal Dahiya ab tak ke sabse badi achievement hai unke gaane Future, Jutti Kali aur DP (Photo) ke success. Ye gaane logon ke dilo dimaag par chhaye hue hai aur unke fans unke isi tarah ke gaane sunana chahte hai.
Pranjal Dahiya Relationship
Pranjal ke affair ke baare mein koi jankari nahi hai lekin kuch log kehte hai ki vo Aman Jaji se affair mein hai. Vo ek musical artist hai. Pranjal ke best friends Sonal Singhal aur Somya Singhal hai.
Pranjal Dahiya Songs List – (2018-2021)

Popular Title Songs | Playback Singer | Releasing Year |
---|---|---|
Haryanvi Mashup 06 | Akki Kalyan | 2018 |
Future | Aman | 2018 |
Tokk | Vishavjeet Chaudhary | 2019 |
DJ Bajwadungi | Ruchika Jangir | 2019 |
Jutti Kali | Diler Kharakiya | 2019 |
Kamli | Sonia Verma | 2019 |
DP (Photo) | Ashu Sidhu | 2019 |
Mangalgarh | Ruchika Jangid | 2019 |
Tokk | Masoom Sharma | 2019 |
Jhanjhar | Deepak Yadav | 2019 |
Goli Si Lage | Somvir Kathuwal | 2019 |
Fire Mardi | R Maan | 2019 |
Motto | Arvind Jangid | 2019 |
Holi Special | Veer Sahu | 2020 |
Devdas | Veer Sahu | 2020 |
Raavan | Dilshit Parasher | 2020 |
Fukri Na Maar | Binder Danoda | 2020 |
Olhaa | Rohit Rawat | 2020 |
Speaker Bajan De | Kanchan Meena | 2021 |
Sweety | Vikas Dhani Aala | 2021 |
Mahnga Suit | Nawab | 2021 |
BP High | Renuka Panwar | 2021 |
Gaani Yaar Di | Deep Karan | 2021 |
52 Gaj Ka Daman | Renuka Pawar | 2021 |
Pranjal ke gaane sunne ke baad ye to pata chalta hai ki vo bahut hi talented hai. Unko abhi tak koi award nahi mila hai lekin hum unko future mein dekhte hue bahut hi ummidvar hai. Hum unko apne future mein bahut aage tak jaana chahte hai aur unko har tarah se support karte hai.
- राजस्थान के नए जिले 2024: जानिए कौन-कौन से नए जिले बनाए गए हैं?Rajasthan ke naye jile 2024 में कौन-कौन से हैं? जानिए 19 नए जिलों की पूरी लिस्ट, headquarters, और इनके बनने का कारण।क्या आप जानना चाहते हैं कि Rajasthan ke naye jile kaun kaun se hain? अगर हाँ, तो यह ब्लॉग पोस्ट आपके लिए है। राजस्थान, जो कि भारत का सबसे बड़ा राज्य है क्षेत्रफल के
- Kaveri Turbofan Engine Explained in Hindi – DRDO का स्वदेशी कमालकावेरी इंजन भारत की आत्मनिर्भर रक्षा नीति का एक सशक्त प्रतीक है, जो भविष्य के लड़ाकू विमानों और ड्रोन कार्यक्रमों में क्रांति ला सकता है। कावेरी इंजन क्या है? Kaveri Engine Kya Hai? – कावेरी इंजन भारत में विकसित किया गया एक टर्बोफैन इंजन है, जिसे DRDO की एक प्रयोगशाला GTRE (Gas Turbine Research Establishment)
- भारत का सबसे बड़ा रेलवे स्टेशन कौन सा है? | Howrah Junction से लेकर CST तक की पूरी जानकारीभारतीय रेलवे को देश की लाइफलाइन कहा जाता है, और यहाँ के रेलवे स्टेशन्स इसका दिल धड़काते हैं। अगर आपने कभी सोचा है कि Bharat ka sabse bada railway station kaun sa hai? तो यह ब्लॉग आपके लिए है! हम भारत के सबसे बड़े, व्यस्ततम, और ऐतिहासिक रेलवे स्टेशन्स के बारे में डीटेल में जानेंगे। साथ ही,
- Sunny Leone Biography in Hindi | सनी लियोनी का जीवन परिचयSunny Leone, यानी Karenjit Kaur Vohra, एक ऐसी अभिनेत्री हैं जिनका सफर Canadian streets से लेकर Bollywood की चमकती दुनिया तक फैला हुआ है। आज वो सिर्फ एक फिल्मी चेहरा नहीं, बल्कि एक successful entrepreneur, mother और inspiration बन चुकी हैं। इस लेख में हम जानेंगे सनी लियोनी की जिंदगी से जुड़ी हर खास बात
- घर बैठे अचार का बिजनेस कैसे शुरू करें? Step-by-Step Guide for Beginnersअचार यानी भारतीय खाने का सोल! चाहे दाल-चावल हो या पराठा, अचार के बिना मज़ा ही कुछ और है। लेकिन क्या आप जानते हैं कि यही अचार आपके लिए एक बेहतरीन home-based business बन सकता है? जी हाँ! आजकल लोग homemade, organic products की तरफ ज्यादा झुक रहे हैं, और अचार का बिजनेस इसका बेस्ट उदाहरण है। अगर आपको
- Suraj ka Asli Rang Kya Hai? जानिए सूरज के रंग का वैज्ञानिक रहस्य!Suraj ka asli rang kya hai? क्या सूरज पीला, लाल, या सफेद है? इस ब्लॉग में जानिए सूरज के रंग से जुड़े वैज्ञानिक तथ्य, रोचक जानकारी, और आम भ्रमों की सच्चाई! सूरज का असली रंग क्या है? (Suraj Ka Asli Rang Kya Hai?) अक्सर बचपन से ही हमें सिखाया जाता है कि सूरज पीला होता
- Orry Kon Hai? इसके बॉलीवुड Links, करोड़ों की कमाई और Viral Moments की पूरी स्टोरीOrry Kon Hai? एक Mystery Boy जिसे जानने को है सब Curious! अगर आप Instagram Reels या Bollywood Parties के Photos देखते हैं, तो एक चेहरा हर जगह नज़र आएगा — Orry! लेकिन सवाल वही है: “आखिर Orry kon hai?” क्या ये कोई Actor है, Businessman है, या फिर सिर्फ़ एक सोशल मीडिया Influencer? इस Blog में, हम
- Makar Sankranti Ke Bare Mein | मकर संक्रांति के बारे मेंMakar Sankranti Ke Bare Mein – मकर संक्रांति, जिसे उत्तरायण या मकर महोत्सव के रूप में भी जाना जाता है, भारतीय उपमहाद्वीप में मनाया जाने वाला एक जीवंत और विविध त्योहार है। प्रतिवर्ष 14 जनवरी (या लीप वर्ष में 15 जनवरी) को पड़ने वाला यह त्योहार सूर्य के धनु राशि से मकर राशि में संक्रमण